Dil keh raha phir ek mauka na du
jhoote sapno phir ka dhoka na du,
toote hue kaanch ko sanjoya hai,
har pal uski yaado ko aasuo se dhoya hai,
use kaha the parwah k koi,
uske liye bhe roya hai,
ashkon se mere usne sapna sanjoya hai,
phir kyu use mai ek baar maaf karu?
kya khata the mere, y b btaya hota?
to hmne b kabi usse dil na lagaya hota,
bhula diya jisne pal me pyaar hamara,
jise kabhi mera saath na tha gawara,
phri kyu uski ab fariyaad sunu?
Dil keh raha phir ek mauka na du
jhoote sapno phir ka dhoka na du,
jhoote sapno phir ka dhoka na du,
toote hue kaanch ko sanjoya hai,
har pal uski yaado ko aasuo se dhoya hai,
use kaha the parwah k koi,
uske liye bhe roya hai,
ashkon se mere usne sapna sanjoya hai,
phir kyu use mai ek baar maaf karu?
kya khata the mere, y b btaya hota?
to hmne b kabi usse dil na lagaya hota,
bhula diya jisne pal me pyaar hamara,
jise kabhi mera saath na tha gawara,
phri kyu uski ab fariyaad sunu?
Dil keh raha phir ek mauka na du
jhoote sapno phir ka dhoka na du,


No comments:
Post a Comment