yaad aai bachpan ki ek din,,
kaise beete the wo pal wo din,,
maa ka aanchal papa ka haath,,
wo garden ka jhulaa
wo saheliyo ka saath,,
wo choti gudiya ki shaadi,,
wo gudde ki baaraat,,
school na jaane k sau bahne,
wo maa ka aana,neend se jagane,
or wo palke munde school jaana,
yaad hai ab bhi wo wqt puarana,
wo larakpan ka pyaar
wo doston k naye naye tarike,,
wo papa k pata chalne p maar,,
jaane kab bada ho gya wo saath,
jaise avi bas kal ki ho baat.
kaise beete the wo pal wo din,,
maa ka aanchal papa ka haath,,
wo garden ka jhulaa
wo saheliyo ka saath,,
wo choti gudiya ki shaadi,,
wo gudde ki baaraat,,
school na jaane k sau bahne,
wo maa ka aana,neend se jagane,
or wo palke munde school jaana,
yaad hai ab bhi wo wqt puarana,
wo larakpan ka pyaar
wo doston k naye naye tarike,,
wo papa k pata chalne p maar,,
jaane kab bada ho gya wo saath,
jaise avi bas kal ki ho baat.


No comments:
Post a Comment