kuch uljhe sawalo se behakta h hai dil
na jaane kyu tanhaai se darta h dil
yuun to wo najron se dur hai lekin,
band aankho me sath pata h dil,
y saath aisa hoga ya hoga kuch or anjaam iska
aise he sawaalo k jawaab dhoonda karta h dil,
avi tak ek anchahi se koshish ki ise samjhane ki
par iss pagle ne nakam kar di use behlanae ki
sochti hu kab tak rahega ye safar is kadaar
kahi bann na jaye y ankahi kahani si
aise he sawlo me bikharta h dil
na jaane kyu tanhaai se darta h dil
kuch ulhe sawalo se behakta h dil.